Mummy aur Abdul Uncle ka Pyar

PUBLIC BETA

Note: You can change font size, font face, and turn on dark mode by clicking the "A" icon tab in the Story Info Box.

You can temporarily switch back to a Classic Literotica® experience during our ongoing public Beta testing. Please consider leaving feedback on issues you experience or suggest improvements.

Click here

Isi beech papa ke export ka ek bada consignment size ho gaya aur papa ko business me bahut bada nuksaan ho gaya. Mere dimaag me turant guruji ki baat aa gayi. Unhone kaha tha ki mummy ki ghar ka mool adhar hain. Unka khush rehna jaruri hai.

Dawai shuru karne ke ek din baad hi mummy fir se chakkar khaane behosh ho gayi. Bhaiya ne suggest kiya ki kisi dusre doctor ko dikhaya jaaye. Hum log gangaram hospital me mummy ko leke gaye. Mummy ko wahan ek din ke liye admit kiya, kuchh drip lagayi aur kuchh test kiye. Test reports aane ke baad doctor ne reports dekhkar bataya ki shayad mummy ki diet theek nahi hai, kyunki wo stress me hain. Kuchh multi vitamin tablet dekar hame ghar bhej diya gaya.

Ghar aakar, ek din mai mummy ka phone dekh raha tham mummy ke paas smart phone to tha, lekin mummy jyada use nahi karti thi. Maine mummy ke phone pe facebook khola, to dekha ki uncle ki id se 1000 se bhi jyada message the. Uncle har roj khub saare message mummy ko karte aur kahte ki ve mummy se kitna pyar karte hain. Lekin mummy ek bhi message ka jawab nahi deti.

Kai din tak bhi mummy ki tabiyat me koi sudhar nahi hua. To ek din dada dadi ne sujhav diya ki kyun na hum mummy ko guru ji ke paas leke chalein. ham sabne parivaar ke saath guruji ke paas jaane ka program rakha. Sabhi log guru ji ke saamne pahuche. Guruji ne dekhte hi sabse pahle papa se kaha. Maine tujhse kaha tha na ki iski khushi ka dhyan rakhna. Tune ulta kiya. Bahut ki khushi chahen li. Papa aur main bhai chakke reh gaye. Ki guruji ko ye sab kaise pata chala. Dada dadi bhaiya bhabhi ko kuchh samajh nahi aa raha tha ki kaun si khushi chheen li hai. Guruji ne papa se bas itna kaha ki bahu ki khushi use de de.

Papa ka muh puri tarah utar gaya. Ek taraf business me itna bada nuksaan, aur dusri taraf guruji ka aisa nirdesh. Mai papa ki takleef samajh paa raha tha.

Sabhi log ghar wapis aa gaye. Ghar aakar, dada dadi ne papa se puchha ki tune bahu ki kaun si khushi chheen li hai. Papa kuchh bhi nahi keh paa rahe the. Mummy is embarrassing talk se alag hone ke liye kamre se baahar chali gayi aur ghar ke kaam me lag gayi. Ab kamre me papa, dada dadi, bhaiya bhabhi, didi jijaji aur mai the. Pahle to papa aise hi taalte rahe, lekin ab dada dadi ne bahut jor diya to papa ne bhaiya bhabhi, didi jijaji aur mujhe baahar chale jaane ko kaha. To ispe bhaiya ne hum sabhi ko unke ghar chalne ko kaha. Hum sabhi bhaiya bhabhi ke saath unke ghar ke liye chal diye. Lekin mera man to dada dadi ki baat sunne me tha. Isliye main kuchh bahana banaakar wapis aakar kamre ke peeche khidki me kaan lagakar sunne laga.

Papa ne bahut ghabrate huye, mummy aur abdul uncle wali ghatna dada dadi ko batayi. Dada dadi ne puri baat dhyan se suni. Thodi der baad, dadi ne papa ko room se baahar jaane ko kaha to papa bhi baahar chale gaye. Ab dada dadi aapas me baat karne lage.

Dadi - dekhiye ji, hamari bahut bahut sanskari hai, lekin surendra ne hi kabhi nahi ka khayal nahi rakha hai. Aapne to dekha hai ki kaise pure time kaam me laga rehta hai. Bahu ko pyar dikhane ka time hi nahi raha hai iske paas.

Dada - haan ye to hai.

Dadi - to agar bahu sach me abdul se pyar karti hai, to un dono ko sath hona chahiye.

Dada - surendra ki amma, ye tu kya kah rahi hai.

Dadi - kyun kya galat kah rahi hun main. Dono ko bula ke puchh lete hain. Agar dono ek dusre se sachcha pyar karte hain to theek hai.

Dada - aur surendra ka kya?

Dadi - bol denge ki talaak de dega urmila ko. Ab uske paas aur koi chara nahi hai. Guruji ne bhi bataya hai ki bahu ki khushi bahut jaruri hai is ghar ke liye. Jab tak ye nahi hoga, kuchh ka kuchh bura hota rahega ghar me.

Dadi ke is baat ke aage dada kuchh na bol sake.

Dadi - bulaye bahu ko andar. Pahle usse hi akele me baat karni hogi.

Dada ne mummy ko kamre me bula liya.

Dadi - bahu hame tujhse kuchh puchhna hai.

Mummy bahut ghabra gayi. Aur darke kahne lagi ki unse bahut badi galti ho gayi hai, aur wo uska praschit pure jivan karne ko taiyar hain. Dadi ke uthkar mummy ko jor se hug kar liya aur boli.

Dadi - koi galti nahi hui hai tujhse bahu. Ab jo main puchhne ja rahi hun. Uska sach sach jawab dena. Surendra se darne ki jarurat nahi hai. Tu bas sach bata.

Mummy chaunk gayi. Dadi mummy ke dono hatho ko apne hatho me pakadkar baith gayi. Aur pyar se boli.

Dadi - bahu, tu abdul se pyar karti hai?

Mummy bahut dar gayi. Aur neeche sar karke baithi rahi. Aur kuchh nahi boli.

Dada - bahut sach sach bata.

Mummy - pitaji. Ye sab baat kyun kar rahe hain aap. Mujhse galti ho gayi hai, aage se kabhi nahi karungi.

Kahkar mummy ki ankhon me ansu aa gaye.

Dadi - dekh bahu tujhe tere pyar ki kasam hai tu bata ki kya tu abdul se pyar karti hai.

Mummy ko samajh nahi aa raha tha ki kya bolein. Ab dadi ne dhire se mummy ki chin pe haath rakhke use uthaya aur puchha.

Dadi - bahut hum jaante hain ki tu kitni sundar hai. Koi bhi mard tere jaisi aurat ke liye pagal ho jayega. Lekin kya tu bhi use itna hi pasand karti hai?

Mummy ne muh se kuchh nahi bola, lekin dada dadi ke itna jid karne pe bas haan me sar hila diya.

Dadi - bahu, hamne faisla kiya hai ki teri shadi hum abdul se karayenge.

Sunkar mummy chaunk gayi. Aur mera to dimaag hi kharaab ho gaya. Jis insaan ko maine mummy ko itna pyar karte dekha tha. Ab wahi insaan mera pita banega.

Dadi - bahu, chal apne phone se phone laga abdul ko.

Mummy dar gayi aur boli ki ye karna galat hoga. Aur kaha ki main to pahle se shadishuda hun.

Dadi - to chinta mat kar bahu. Surendra kuchh nahi kahega. Tu phone kar.

Dada - dar mat bahu, tu phone laga.

Mummy ne darte darte, apna phone uthaya, aur uncle ka number dial kiya aur phone ko loud speaker pe kar diya. Uncle ne pehli ghanti pe hi phone utha liya aur bole.

Mummy - hello

Uncle - urmila, tum?

Mummy - ji haan.

Uncle - urmila tumhari awaj ko kya hua, tumhari tabiyat to theek hai na.?

Mummy - mai theek hun. Aap kaise hain.?

Uncle - theek hi hun. Ghaziabad me reh raha hun aajkal. Jab se delhi se aaya hun, tabiyat thodi kharab rehti hai.

Uncle ko nahi pata tha ki phone loud speaker pe hai aur baate dada aur dadi bhi sun rahe hain.

Uncle - urmila.

Mummy - ji

Uncle - teri bahut jyada yaad aati hai.

Mummy sharmate huye boli. Dada dadi ke karan mummy bahut un comfortable ho rahi thi. Lekin abdul uncle se itni din baad baat hone ke kaaran unki awaj me ek alag hi khanak thi.

Mummy - achcha.

Uncle - kya tu mujhe yaad nahi karti?

Mummy kuchh nahi boli.

Uncle - pata hai main tujhe facebook pe roj kitne message karta hun, tune kabhi jawab nahi diya.

Dada aur dadi mehsoos kar rahe the ki unki bahu kitni sanskari hai.

Mummy - ji aapse kuchh baat karni thi.

Uncle - haan meri jaan. Aaj do mahine baad teri awaj sun raha hun. Jitni chahe utni baat kar tu aaj.

Mummy - nahi aisa nahi hai. Aapse kuchh jaruri baat karni thi.

Uncle - ohh urmila. Tujhe pata hai na, teri awaaj sunke mujhpe kya asar hota hai. Tere wo pure khade ho gaye hain.

Uncle ka ishara samajh ke mummy bahut jyada sharma gayi aur unhone turant phone ko haath me uthaakar loudspeaker se hatakar kaan se laga liya. Aur turant boli, ki kya aap ghar aa sakte hain? Main mummy ki awaj sun paa raha tha, uncle ki nahi.

Lekin uncle ki wo baat sunkar maine dekha ki dadi ne dada ki taraf dekhkar ek smile di. Shayad dadi samajh gayi thi, ki uncle me mummy ki awaj ka kya asar hua hai.

Mummy ne ek do line aur bolkar phone rakh diya. Dadi ne baat cheet ke baare me mummy se puchha to mummy ne bataya ki wo kal subah 10 baje aa jayenge. Dadi ne mummy ki chehre ko pyar se sehlaate huye kaha.

Dadi - kaisi haalat bana li hai tune apni. Tere chahre ka nur wapis dekhna hai mujhe.

Sunkar mummy, dadi ke gale se lipat ke rone lagi. Dadi ne mummy ko dhandha bandhaate huye kaha.

Dadi - bas ab aur rona nahi hai. Samhal apne aap ko bahu. Ab aur barbadi nahi karni mujhe apne parivar ki. Aaj se dhyan rakh apna. Chahe to aaj parlour hoke aaja.

Mummy dadi ke gale lag ke roti rahi kaafi der tak. Fir dadi ne dada ko bolke papa ko andar bulwaya.

Dadi - dekh surendra, tu bata ki tu is ghar me khushiyan chahta hai ya nahi?

Papa - haan maa.

Dada - to fir ham sabhi ko milke bahu ka khayal rakhna hoga.

Dadi - aur uske liye chahe jo karna pade.

Papa - mai samjha nahi maa.

Dadi - hamne faisla kiya hai ki abdul ab se isi ghar me rahega.

Papa ke chahte pe gussa jhalak ne laga.

Dadi - tujhe yaad hai na guruji ne kya kaha hai tujhe.

Papa - haan maa yaad hai lekin ye sab ghar me kaise allow ho sakta hai. ghar me bachche hain.

Dadi - ye hamare parivar ki dikkat hai, aur hamara parivar hi ise suljhayega.

Papa - kaise?

Dada - hamne kal abdul ko yahi bulaya hai. Subah usse saaf saaf baat hogi ki kya wo urmila se sachcha pyar karta hai. Aur agar karta hai to ..

Papa - lekin papa.

Dada - lekin lekin kuchh nahi. Hamne faisla kar liya hai ki ghar ko sambhalna hai. Kya tu nahi chahta ye?

Papa ne ek bebas aur haare huye insaan ki tarah haami bhari.

Dadi - agar abdul sach me bahu se itna pyar karta hai to firtere papa aur mai chahte hain ki bahu aur abdul ki engagement karwa di jaaye. Abdul ko is ghar parivaar ko samajhne ka mauka diya jaaye.

Dada - surendra, tum abdul ko is ghar ka hissa banne me help karoge, theek hai?

Papa - ji.

Papa shayad samajh nahi paa rahe the, ki unka ghar samhal raha hai ya ujad raha hai. Lekin guruji, dada dadi ke saamne wo bebas lag rahe the.

Dadi - ja bahu, tu parlour hoke aaja. Aur vishal ko bolke upar ke kamre ki saaf safai karwa de surendra. Aur neeche wale kamre se double bed aur almari bhi rakha de waha.

Papa helpless hoke haami bhar ke baahar chale gaye. Ab mai bhi thodi der baad andar aa gaya. Bhaiya bhabhi aur didi jijaji ko bhi bula liya gaya. Dadi ne taxi bulakar mummy ko parlour ke liye bhen diya. Ghar ke baaki sab log hall me baithe. Ab baari thi, news ko sabke saamne break karne ki. Dadi ne bolna shuru kiya.

Dadi - hamne parivar ke sabhi logo ko hamesha freedom di hai. Di hai ya nahi.

Sabhi ne haami bhari.

Dadi - chahe wo padhai ki ho, chahe wo naukri ya business ki ho. Ya fir pyar karne ki ho.

Bhaiya - hum sabhi lucky hai dadi. Aapne aur dadaji ne kabhi hame baandh ke nahi rakha.

Dada - to fir kya ye jaruri nahi ki ghar me har koi khush rahe. Mere hisab se to sabhi ko pyar ka hak hai.

Didi - haan dada ji.

Dada - kyun surendra, tujhe kya lagta hai.

Papa ne mare man se bas haami bhar di.

Dadi - pichhle do mahine se aap sabhi logo ne bahu ki haalat dekhi hogi. Kaise gam ke maare kamjor ho gayi hai. Aur aaj guruji ne jo hame bataya hai, usse bhi confirm ho gaya hai ki kahi na kahi kuchh galat ho gaya hai ghar me.

Bhabhi - kya galat ho gaya dadi.

Dadi ne ek lambi aur gehri saans lekar wo baat kahi, jo hamare ghar ko puri tarah se badal dene wali thi.

Dadi - hamari pyari bahu ko pyar ho gaya hai.

Sabhi ekdum se chauk gaye. Kyun mummy aur papa ke beech me to kabhi jyada lagaav nahi raha tha. Didi ne chahati awaj me puchha.

Didi - kisse dadi.

Dadi ne muskurakar kaha, bataungi. Lekin hamne kal use subah 10 baje ghar bulaya hai. Aur tumhare dada aur mai chahte hain ki bahu ko bhi uske pyar ke saath kar diya jaaye. Sabhi dadi ki baat sunkar sann reh gaye.

Bhaiya - aur papa?

Dadi - ye sab surendra ki sahmati se hoga. Abhi baahar kisi ko bataane ki jarurat nahi hai. Aur haan, kal subah unse detail me baat hogi aur fir future ki planning ki jayegi. Lekin agar sab theek raha to ab se wo bhi yahin rahenge.

Didi ke chehre pe special khushi dikh rahi thi. Aur mere man me to khushi ke laddoo foot rahe the. Maine mummy aur uncle ke pyar ko kareeb se dekha tha.

Man se ya bemann se sabhi logo ne apni sehmati de di. Ab maine, aur didi ne milke upar ka kamra theek se lagaya. Bhaiya aur jijaji ne double bed aur almari set kar di. Beech me didi aur bhabhi apas me baat karke khush ho rahi thi.

Didi - bhabhi, aapko pata hai ki wo kaun hai?

Bhabhi - nahi didi, lekin mai to bahut khush hun, ki mummy ko apna pyar mil raha hai. Mummy ne pura jivan is ghar ki sewa ki hai aur badle me mummy ko kuchh nahi mila.

Dono ne mujhse bhi puchhna chaha ki wo kaun hai. Maine taal matol karke taal diya. Lekin unhe nahi bataya ki wo kaun hai.

Shaam ko mummy parlour se aayi. Mummy fir se lagbhag vaisi hi khubsurat lag rahi thi, jaise wo uncle ki baaho me raha karti thi. Sabse jyada mummy ke chahre pe ek alag si muskurahat thi. Mummy ko dekhkar dadi khush hokar boli.

Dadi - haye raam! Nazar na lage meri bahu ko. Dono maa beti ek saath khadi ho jaaye to bahan lagti hain.

Sunkar mummy sharma gayi, aur sharma ke apne kamre me chali gayi.

Kisi tarah raat kati, aur subah 9 baje tak sab breakfast karke taiyar ho gaye. Mummy ne ek kaali sari aur blouse pehna tha. Baal khule rakhe the aur ek chhoti bindi aur halki lipstick lagayi thi. Bhagwan kasam mummy fir se apsara lag rahi thi. Dadi ne unke kaan ke peechhe kajal ka teeka lagakar kaha ki unhe najar na lage.

10 baje ghar ki ghanti baji. Maine daudakar darwaja khula, to dekha baahar abdul uncle khade the. Unhone safed kurta pajama pehna tha. Unhe dekhte hi maine pair chhukar unhe namaste ki. Uncle ne mere sar pe haath ferkar mujhe ashirwad diya.

Uncle - khub tarakki karo bete.

Kahkar uncle andar aa gaye. Andar dadi dada ko dekhkar uncle bhi chaunk gaye.

Uncle - maaji aap aur babuji yahan ?

Dadi ne uncle ko upar se neeche tak dekha. Aur najro se hi appreciate karte huye kaha.

Dadi - haan abdul beta. 4 - 5 saal baad tumhe dekh rahi hun. Vaisa hi lag raha hai, jaise pahli baar dekha tha.

Tabhi andar se bhabhi nikal ke aayi. Bhabhi ne uncle ke pair chhukar ashirwad liya. Ek ek karke sabhi logo ke uncle ko greet kiya. Uncle itne saare logo ko ghar pe dekhkar surprised the.

Dadi - aao beta, baitho.

Sabhi log hall me baith gaye. Lekin uncle ki najre to bas mummy ko khoj rahi thi. Dadi ko ye baat samjh me aa gayi. To ispe dadi muskura kar boli. Kuchh chai nashta kar lo, fir bahu ko bhi bulayenge.

Dadi - komal, beti jaa chai lagwa de.

Didi aur bhai ne saath milke, sabhi ko chai serve kari aur kuchh snacks table pe laga diye. Chai lete lete dadi ne uncle se unke naye business ke baare me puchha aur unki wife sayema, aur bete salim ke baare me puchha. Itne saare logo ko dekhkar uncle thoda uncomfortable ho rahe the. Aur baar baar papa ki taraf dekh rahe the. Lekin papa khud sar neeche karke baithe the. Isliye uncle ko kuchh samajh me nahi aa raha tha.
Ye sab baat cheet karne ke baad, dadi ne didi se kaha.

Dadi - Komal beta jaa mummy ko bhi le aa.

Didi muskurakar uthi, aur 5 minute baad mummy ko ek nayi naveli ladki ki tarah aise lekar aayi, jaise kisi ladki ko dekhne wale ladke wale aaye hote hain. Mummy bahut sharma rahi thi. Mummy ko hall me enter karte dekhte hi uncle ki hawa tight ho gayi. Shayad embarrassment se bachne ke liye hi uncle dhadke dhaale kurta pajama pahan kar aaye the. Lekin main uncle ko dekhte hi samajh gaya ki unka hathiyar khada ho chuka hai. Dadi ne mummy ko apne paas baithaya, jo bilkul uncle ke saamne tha. Uncle ki najre baar baar sirf mummy pe jaa rahi thi. Isse pahle ki situation aur bhi embarrassing hoti, dadi ne bolna shuru kiya.

Dadi - beta abdul. Hame pata hai ki bahut tumse pyar karti hai. Hame tumse puchhna hai ki kya tum bhi bahu se utna hi pyar karte ho.

Uncle ki hawa tight ho gayi. Uncle papa ki taraf dekhe, lekin papa neeche muh jhukaye baithe the. Uncle ne koi jawab nahi diya. Unhe laga ki unhone yahan aakar bahut badi galti kar di hai. Aur shayad aaj pura parivar milke unhe trap karne jaa raha hai.

Dadi - abdul beta, tum bilkul mat daro. Ekdum sach sach batao.

Uncle ko thodi der dadi aur dada dono ne himmat badhate huye puchha to akhir uncle ne accept kar liya.

Uncle - haan maaji.

Dadi - kabse pyar karte ho.

Uncle - lagbhag 4 - 5 saal ho gaye.

Dadi ne fir mummy ki taraf muh karke puchha.

Dadi - bahu tu bhi saamne saamne bata de ki kya tu bhi abdul se pyar karti hai.

Mummy ne bina ankhe uthaaye, bas sar hilakar haan kar di.

Dadi - agar tum dono ek dusre se pyar karte ho, to fir tumhe saath saath hona chahiye. Abdul, tum aage kya chahte ho.

Itni baate hone ke baad ab abdul uncle bhi thoda khul gaye.

Uncle - maaji, maine kabhi surendra ke dar se kuchh kaha nahi.

Dada - tum surendra ki fikar mat karo, bas apni feelings batao.

Uncle - maaji, mai urmila ko apnana chahta hun. Mai promise karta hun ki mai use aur apni family ko bahut khush rakhunga.

Uncle ne family ko apni family kaha. Sunkar dadi muskurayi aur boli.

Dadi - urmila, tu taiyar hai na.

Mummy ne bas haan me sar hila diya.

Dadi - abdul, tum apna kuchh samaan laaye ho.?

Uncle ne papa ki taraf dekhte huye kaha - nahi maaji, abhi to nahi laaya.

Dada - to kab tak laa sakte ho.

Uncle - main thodi der urmila se akele me baat kar sakta hun.?

Dadi - theek hai, bahu, abdul ko apne kamre me le jao.

Mummy ne ek najar papa ki taraf dekha aur fir khdi ho gayi. Fir unhone abdul uncle ki taraf dekha to uncle bhi khade ho gaye.

Aur isi ke saath wo ho gaya, jiska mujhe dar tha. Uncle jaise hi khade huye, uncle ke pajaame ka ubhara dikhne laga. Baaki logo ka dhyan shayad nahi gaya, lekin maine ubhar turant dekh liya. Ubhar ko shayad dadi ne bhi dekh liya, aur wo muskura di. Mummy uncle ko lekar apne kamre me chali gayi. Aur dadi dhire se boli - samajh gayi mai kyun bahu ko itni jaldi pyar ho gaya isse. Main chahkar bhi apni hansi nahi rok paaya.

10 - 15 minute baad, mummy aur uncle baahar aa gaye. Uncle ne mummy ka haath pakad rakha tha. Baahar aate huye uncle bole.

Uncle - mujhe rishta manjoor hai. babuji, meri ek condition hai.

Sabhi thoda chaunk gaye. Mummy ne sehmi najro se uncle ko dekha. Unhe laga ki kahin uncle ka man badal to nahi gaya.

Dadi - bolo beta.

Uncle - maaji, maine jab se urmila ko dekha hai, mere sapno me bas yehi aata hai ki mera parivar urmila ke saath bana hai.
Main urmila ke saath apna vansh aage badhana chahta hun.

Ye sunkar mummy sharma gayi. Dadi ne muskurate huye kaha.

Dadi - beta bahu aur tumhari dono ki umar ho gayi hai. Is umar me?

Uncle ne thoda arrogance chehre pe laate huye bola.

Uncle - uski chinta mat kijiye maaji. Wo hum dono dekh lenge.

Kahkar uncle ne mummy ka haath dabate huye, mummy ke chehre se sehmati maangi. Mummy ne bas ek halki si haami bhar di.

Dadi - hame koi dikkat nahi hai. Jaisa tum dono chaho.

Uncle - fir theek hai. mai kal subah tak apna samaan le aaunga.

Sunkar dadi khush ho gayi aur boli - Suman beta, thali lekar aaja.

Bhabhi ek thali me diya, sindur, chandan, roli rakhkar le aayin, aur usme rings bhi rakhi thi. Dadi ne mummy aur uncle ko saath saath ek sofe pe baithaya. Aur unke saamne table pe thali rakhaa di. Dadi ne mummy se kaha bahu tilak karo. Mummy ne ek haath me puja ki thali pakdi, aur dusre haath se uncle ke mathe pe tilak lagaya. Fir thali ko table pe rakha. Tabhi uncle ko ek shararat sujhi.

Uncle - maaji aur babuji agar aap logo ko bura na lage to main urmila ko propose karna chahta hun.

Dadi ne dada ji aur baaki logo ki taraf dekha. Aur sabke chahre ki muskan ko padhte huye haan bol di.

Uncle ne ghar ke guldasta me se ek gulab ka fool nikala. Aur mummy ke samne ghutne pe khada hokar mummy ka ek haath pakda. Aur fool mummy ko dete huye kaha.

Uncle - urmila, maine jab se tumhe dekha hai, sirf aur sirf tumhare baare me socha hai. Pichhle 4 saalo se maine dil se tumhe apni patni ke roop me hi dekha hai. Tumhare khayalo ke bina na meri subah hoti hai, na shaam aur na hi raat. Sirf tum hi tum khayalo me rehti ho. Pure parivar ke saamne, aaj se kya tum hamesha ke liye khud ko mujhe saunp dogi.

Mummy smile kar rahi thi. Mummy ne darte huye dadi ki taraf dekha. Dadi ne bhi muskurate huye mummy ki taraf dekhkar haami bhari. Dadi ki sahmati se himmat paake, mummy bhi chahakne lagi.

Mummy - jab se us din, aapne mera haath pakda tha, us din se lekar aajtak mere khayalo me bas aap hi ho. Aapse baat kiye bina, mera din pura nahi hota. Jab se aapne baat karna chhoda tha, khane ka ek nivala mere muh me nahi chalta tha. Haan, mai aaj se khud ko aapko saumpti hun.