Zindagi

PUBLIC BETA

Note: You can change font size, font face, and turn on dark mode by clicking the "A" icon tab in the Story Info Box.

You can temporarily switch back to a Classic Literotica® experience during our ongoing public Beta testing. Please consider leaving feedback on issues you experience or suggest improvements.

Click here
Meriaiza
Meriaiza
13 Followers

Ache waqt main samay bandook se nikli goli ki tarha hota hai joh sab kuch cherta huwa itni teezi se beet jata hai ke pata bhi nahi chalta aur bure waqt main ek ek lamha bhi sadiyon ki tarha mehsoos hota hai. Par shayad samay ki sab se badi khobi yeah hi hai ke insaan ka waqt kesa bhi kyun na chal raha ho, ghadi aik hi raftaar pa chalti hai. Jab ache lamhe sada nahi rehte toh bure bhi beet hi jate hain. Sneha ko Delhi aaye ab 3 mahine ho chuke the. Jis mahool main woh reh rahi thi usse woh khush nahi thi par kar bhi kya sakti thi? Kehne ko toh kuch bhi nahi badla tha magar ab woh in batoun ki aadi ho gayi thi. Aaj bhi jab woh college se aati thi toh Bansi Mamta ke kamre main ghusa hota tha. Itne dinoun baad bhi Mamta ka rawiya uske sath wese ka wesa hi roukha tha aur Bansi usse abhi tak wese hi gandi nigha se dekhta tha. Uski nazar ko toh Sneha kab ki bhanp chuki thi aur ishi liye kamre main ab chutki laga ke hi soti thi. Kabhi kabhaar uske zehan main phir wohi manzar aate the joh usne Bansi aur Mamta ke bech main dekhe the par apne jazbaat ko woh kisi na kisi tarha kaboo mai kar hi leti thi. Usse uske mata pita ki izaat buhat pyari thi aur kuch aesa nahi karna chahati thi jis ki waja se kal ko unhain sharmindgi ka samna karna pare.

Aik din woh picnic pe apne class fellows ke sath gayi. Picnic ka saara intezaam ladkoun ne kiya tha. Park main ghomne phirne ke baad jab khana laga diya gaya toh ladkoun ne khulam khula jam ke khoob khaya aur ladkiyoun ne nana karte huwe sharma sharma ke unse bhi zyada khaya. Kiran kuch deer ke liye use chor ke pene ko joh kuch lene gayi toh wahaan kuch ladkoun ke sath flirt karne main lag gayi. Aese mouke ka faida uthate huwe Ali Sneha ke pas aa gaya.

Ali:"Aare aap toh kuch kha hi nahi rahi. Kya baat hai khana aap ko pasand nahi aaya?"

Sneha:"Nahi aesi toh baat nahi. Maine sahi tarha se khaya hai."

Ali:"Wese khaksaar ko Ali kehte hain." Yeah kehte huwe Ali ne apna hath Sneha ki taraf barha diya. Sneha ne thoda hichkichate huwe usse hath mila liya.

Sneha:"Sneha"

Ali:"Buhat khushi huyi aap se mil kar Sneha ji. 3 mahine main pehli baar aap se baat kar paya hoon." Wese toh uski baat main aesa kuch nahi tha lekin jane kyun Sneha ko yeah sun kar thodi sharam aa gayi.

Sneha:"Ja..ji."

Ali:"Toh phir kesa laga aap ko hamara Delhi?"

Sneha:"Theak hai." Itne main Kiran bhi wahaan aa gayi.

Kiran:"Ali kher toh hai? Kya line maar rahe ho mere peche peche?" Sneha ka yeah sun kar moun tamatar ki tarha lal ho gaya. "Yeah Kiran bhi na kuch souchti hai aur na samjhti hai aur joh man main aata hai bak deti hai." Woh man hi man souchne lagi.

Ali:"Aare nahi main toh in se pouch raha tha ke inko Delhi kesa laga?"

Kiran:"Ghar se bahir nikle gi toh kuch dekhe gi na yeah?"

Sneha:"Kiran!"

Kiran:"Toh kya galat keh rahi hoon main? Meri jaan tumhari aunty ke ghar ke bahir bhi ek duniya basti hai joh buhat khubsurat hai. Us duniya main kab kadam rakho gi?"

Sneha:"Ab tu bas bhi karegi?"

Ali:"Bura na maniyega Sneha ji par keh toh yeah theak hi rahi hain na? Agar aap bura na manyain toh kya main aap dono ko kal Delhi darshan pe le ja sakta hoon?"

Kiran:"Kyun nahi? Yeah mem sahab toh warna ghar se khud niklaingi hi nahi."

Sneha:"Shukriya par main kisi ko koyi zehmat nahi dena chahati. Aap dono ho aayain na."

Ali:"Aare dostoun main zehmat kesi? Woh alag baat hai ke agar ab aap hamain dosti ke kabil na samjhain toh." Ab tak kitne hi ladke Sneha se dosti karne ki koshish kar chuke the lekin un sab ki nazrain Sneha uske jisam ki taraf dekhti mehsoos kar leti thi yaa phir kuch ki toh batoun se ki ghamand saaf mehsos hota tha. Pehli baar Sneha ne ek aesa ladka dekha jis ki aankhoun aur batoun main usse sachayi dekhi. Aese main uske muh se joh nikla usse Kiran toh kya khud woh bhi hairaan ho gayi.

Sneha:"Theak hai phir kal chalte hain." Aese main unki aankhain pehli baar mili aur ek naya ahesaas pehli baar Sneha ko mehsoos huwa.

Aslam sahab ne zindagi main unch neech, khushiyaan aur gham sab kuch toh dekhe the. Zindagi ke is daur main aa kar aaj jab woh palat ke dekhte the toh sab kuch ek sapna sa toh lagta tha. Bhala Delhi jaise shehar main bina jaan pehchan ke apna gay karobaar khada kar lena kahaan koyi mamoli baat thi? Yeah safar itna aasaan hargiz nahi tha jitna ke bahir se dekhne waloun ko lagta hoga. Unhoon ne woh waqt bhi dekhe the jab ghar main fakoun ki halat aa gayi thi. Us daur se bhi guzre the jahaan khud apne pe hi bharosa kamzoor pad gaya tha. Aese main ek unki bewi hi thi jinka bharosa un pe kabhi nahi tota. Andhere main toh saya bhi sath chor jata hai lekin ek sacha hamsafar sath nahi chorta. Aaj bhi jab unhain apni marhoom bewi yaad aati thi toh dum ghutne lagta tha aur aankhain bheag jati thi. "Kya main usko woh sab sukh de paya jin ki woh haqdaar thi?" Aese sawal aksar unke dil main aate the. Such toh yeah tha ke 2 jawaan betoun ke baap aur apna karobbar hone ke bawajood unko zindagi main ek kami mehssos hoti thi. Sab kuch hote huwe bhi youn mehsoos hota tha jaise kuch bhi toh nahi hai. In hi sochon aur tanhayi ne unhe apni umaar se bhi zyada bhoodha kar diya tha. Insaan ki umaar haqeqat main utni hi hoti hai jaisa woh mehsoos karta hai. "Ek baar Ali ka ghar bas jaye phir toh main bhi apni sab zimedariyoun se aazaad ho kar wahaan ja sakounga jahaan woh mera intezaar kar rahi hogi. " Cigrete ka kash lagte huwe woh souchne lage.

Agle din college ke baad Kiran aur Sneha Ali ke sath uski gaadi pe baith gayi. Uski salgira pe uske walid ne yeah gaadi usse tofe main di thi. Jahaan Kiran us main beth ke souch rahi thi ke Patel ki garhi ke muqable main yeah ek dum khatara hai toh wahaan Sneha gaadi main beth apne aap ko ek maharani ki tarha mehsoos kar rahi thi.

Ali:"Mere khayaal se pehle khana kha lete hain. Mujhe pata hai ke meri tarha aap dono ko bhi bhook lagi hogi. Yahaan pas hi ek buhat mashoor restaurant bhi hai."

Sneha:"Nahi nahi is takaloof ki kya zarorat hai? Wese bhi mujhe

bhook nahi lagi."

Kiran:"Aare bhook kese nahi lagi madam ko? Aur jab woh itne pyaar se keh hi rahe hain toh hum unka dil toh nahi tor sakte na?" Yeah baat usne is ada se kahi ke Ali ka muh lal ho gaya aur Sneha Kiran ko dil hi dil main kosne lagi. Uski flirt karne ki aadat Sneha ko buhat buri lagti thi lekin ab tak woh yeah toh jaan hi chuki thi ke Kiran dil ki buri nahi.Ali:"Sneha ji dostoun main kesa takalouf? Wese bhi restaurant aa hi gaya hai. Delhi apne khanoun ke liye bhi buhat mashoor hai aur yeah restaurant ko toh 100 baras se bhi zyada ho gaye hain." Such toh yeah hai ke muskil se 30 baras bhi nahi huwe honge lekin 100 saal ka hone ka board phir bhi lagaya huwa tha. Kumse kum khana such main buhat acha tha. Kiran ne hamesha ki tarha jum ke khaya. Uski bhook mardoun se kum na thi. Par usko aese khata dekh kar college ke ladke aur bhi us se mutasir hote the. Ek door tha jab joh ladkiyaan sharma kar thoda sa khati thi unko pasand kiya jata tha. Us door main mard unko khandani aurat samjhte the. Aaj kal ke door main joh ladkiyaan bebaak ho kar fast food aur joh bhi khane ko mile us pe toot parti thi unko pasand kiya jata tha. Shahyaad aaj kal ke ladkoun ki souch yeah thi ke jab aesi ladkiyoun ko yeah bhook itni lagti hai toh sharear ki bhook bhi buhat lagti hogi.

Khana khate huwe Ali ne usse uske ghar baar aur mata pita ke bare main pouchna shuru kar diya. Is tarha ke sawaal jawab Sneha ko nervous kar diya karte the lekin Ali ki har baat main usse ek sachayi aur mukhlispan dekhta tha joh usse aesa mehssos karata tha jaise woh ek duje ko janmoun se jante hoon. Ab tak Kiran bhi yeah toh samjh gayi thi ke Ali us main nahi balke Sneha main dilchaspi rakhta hai. Usse aesa dekh kar buhat acha laga kyun ke uski Sneha buhat hi achi ladki thi jisse yaan toh banao singhaar na karne ki waja se kuch ladke zyada line nahi marte the toh joh koshish bhi karte the unko woh ghaas nahi dalti thi. Par yahaan pehli baar woh usse kisi ladke se bagir ghabraye baat karte dekh buhat khush thi. Wese bhi Ali bhale ghar ka ladka tha aur Sneha ki tarha woh bhi dosri ladkiyoun ko ghaas nahi dalta tha. Agar in dono ka ghar bas jaye toh jodi buaht hi achi lage gi. Jahaan Kiran ne apne zehan main unki shadi bhi karwa di thi wahaan woh dono abhi tak ek dosre se bas chote mote sawal hi pouch paye the.

Khane ke baad woh un dono ko kuch Delhi ke tarikhi maqamaat dekhane le gaya. Delhi ne bhi mughloun ke door se le kar angrezoun ki hukmarani tak, aur phir aazadi ke baad har chand saal baad wohi purane wadoun ke saat naye nataoun ko apne pe Raj karte dekha tha. In sab batoun ke bawajood Delhi ka husan pheeka nahi parha tha balke sharaab ki botal ki tarha waqt guzarne ke sath sath aur bhi zyada nikhra tha. Baad main woh sab lingerie shoping pe chle gaye. Un donoun ko mutasir karne ke liye woh unhe apni dukaan pe le gaya. Jab woh unki chezoun ke pese dene laga toh Sneha ne saaf mana kar diya jise dekh Kiran ka moun ban gaya. Dukaan pe uske walid sahab nahi the us waqt par bade bhai the. Usne unhe keh diya ke uski dost hain is liye khas discount dain. Bhai ji ne keh diya ke fikar na karo aap ke dost hain toh woh toh milega hi na? Bazari kematoun ke muqable par dono ladkiyaan 2-300 zyada de kar khushi khushi dukaan se bahir aa gyai ke acha discount mila hai. Kiran ka ghar raste main aata tha is liye usse pehle utaar diya. Usse utaar kar gaadi abhi thodi hi door gayi thi ke us ne Sneha se poucha

Ali:"Snaha ji agar aap bura na manayain toh pas hi ice cream ki dukaan hai. Kya hum ice cream khane chalain?" Saaf zahir hai woh bhala kese haan keh sakti thi lekin uske moun se sirf ek shabad hi nikal paya

Sneha:"Ji zaror." Apne moun se nikle shabad pe usse khud hi yakeen nahi aa raha tha aur na jane uske dil ki dhadkan kyun teez hone lagi thi?

Jane yeah kesa ahesaas tha? Kitne ghente se toh woh Ali ke sath bahir phir rahi thi phir aesa kyun tha ke Kiran ke sath na hone ki waja se ab alag sa mehsoos ho raha tha? Yeah pehli baar tha ke woh aese kisi bhi ladke ke sath akele kahin gayi ho aur jaisa woh Ali ke bare main mehsoos kar rahi thi yeah bhi ek naya ahesaas hi tha. Baar baar ghabra ke woh muskurane lagti thi aur uska khobsurat chehra bhi khil sa gaya tha. Jahaan Ali uski ghabrahat ko door karne ke liye usse chote mote sawal kar raha tha wahaan uske jawab ji aur nahi tak hi the.

Ali:"Kya baat hai aap kuch ghabrayi huyi si lag rahi hain. Kher toh hai?"

Sneha:"N...nahi aesi baat nahi." Ek baar phir un donoun ki aankhain mili aur is baar bina kuch bole dono ek duje ki aankhoun main dekhte rahe. Insaan ki aankhain bhi kabhi kabhaar woh baat joh woh keh nahi pa raha hota chupke se keh deti hain. Aankhain wese bhi rooh ki tasweer hoti hain aur patloon ke andar ki sachayi in se jhalak hi jati hai.

Raat jab Sneha apne bistar pe leti huyi thi toh aankhoun se neend jane kahaan chali gayi thi? "Kya main jaisa mehssos kar rahi hoon wese woh bhi kar raha hoga? Aaj joh maine uski aankhoun main dekha kya yeah hi pyaar hai?" Aesa souchte huwe jane kahaan se usse uske mata pita yaad aa gaye aur woh apne sapnoun ki duniya se nikal aayi. "Kahaan ka pyaar? Ek ameer ghar ke ladke ko main hi milongi pyaar karne ke liye? Shayad dosre ladkoun ki tarha yeah bhi Kiran main hi dilchaspi rakhta hoga aur uske bare main zyada janne ke liye uski dost se dosti kar raha hoga. Wese bhi main yahaan in kamoun ke liye thore hi aayi hoon? Mujhe toh apne peroun pe khare hona hai take apne mata pita ka sahara ban sakoun. Aese raiszadoun se dor hi rahoun toh is main hi bhalayi hai." Kehne ko usne yeah apne aap ko keh toh diya par dil tha ke manne ko tiyaar nahi tha. Such toh yeah tha ke woh mane yaan na mane par uske dil main ek jaga toh ALi ne bana hi li thi. Dosri aur Ali ke neendain toh wese bhi jab se Sneha ko dekha tha udd hi gayi thi. Aaj joh saara din uske sath guzara aur usse pas se dekha toh dil aur bhi uski aur khencha chala gaya tha. Baar baar uske bare main souch ke muskurane lagna aur ab buri tarha se uski apni zindagi main kami ko mehsoos karna agar pyaar nahi toh aur kya tha?

Ae dil jinki yaad main toh bechain hai

Kya woh bhi tere pyaar main bechain hai?

Kya teri tarha unki neend bhi kahin kho gayi hai?

Kya unko pake hi milna tujhe ab chain hai?

Kiran jab ghar pohanchi toh Ali ki gari se utaar kar dekha ke Manoj usse upar ki khirki se dekh raha hai. Un dono ki nighayain wahaan ek duje se mili aur Patel ki aankhoun main joh usne dekha usse woh kaanp uthi. Kya woh nafrat thi yaan pagalpan? Yeah toh woh samjh nahi payi magar usko aese dekh kar dar zaroor gayi. Kya yeah dar usse Patel se tha yaan is baat se ke kahin woh usse kho na de? Sach toh yeah tha ke ab woh is zindagi ki aesi aadi ho chuki thi ke agar Patel ne apna hath usse door khench liya toh woh kya karegi yeah usse maloom na tha. Ghar ke andar gayi toh dekha ke uski mata bistar pe leet bhi chuki hai. kapre badalne ke baad ja ke woh unki malish karne lag gayi. Kuch hi deer main mata ji ke kharate kamre main gunjne lage jis se saaf zahir tha ke woh gheri neend so chuki thi. Woh bhi kuch thak si gayi thi aur sone hi wali thi ke darwaze main usse Manoj khada nazar aaya. Usne aankhoun se hi usse upar aane ka ishara kiya aur chala gaya. Yeah pehli baar nahi tha ke woh uske pas jane wali thi. Patel uske jisam ko har tarha se toh istimaal kar chuka tha. Phir aesa kyun tha ke aaj sediyaan charhte waqt woh ghabra rahi thi?

Kiran jab kamre main aayi toh Manoj kamre ki kherki ke pas uski taraf peth kiye khada huwa tha. Kiran ne kamre main aa ke khud hi darwaza band kar diya. Jane kyun uske moun se koyi shabad nahi nikal pa rahe the? Usne aaj se pehle Manoj ko kabhi is tarha gusse main nahi dekha tha. Sath hi sath uska zehan yeah samjh nahi par raha tha ke woh gusse main hai kyun? Akhir Manoj ne hi is khamoshi ko tora.

Manoj:"Beth jao Kiran." Woh chup chaap kamre main pari kursi pe beth gayi. Manoj uske samne aa ke zameen pe beth gaya aur uski aankhoun main ghuse se dekhne laga. Manoj ki aankhoun main joh gussa tha usse dekh kar Kiran kaanp uthi. Woh ab pehle se bhi zyada ghabra gayi thi.

Manoj:"Kiran kya tumhe kisi cheaz ki kami hai?" Usne dhemi awaaz main magar ghuse se poucha.

Kiran:"Nn.....nahi toh"

Manoj:"Kya kabhi bhi tumhe pesoun ki koyi pareshani maine hone di hai?"

Kiran:"Nahi" Kiran ne muskil se jawab diya.

Manoj:"Tumhe pata hai ke pese ke liye duniya main kya kya kuch karna parta hai? Tumhare se bhi zyada khoubsurat ladkiyaan 100-100 rupe ke liye aese bandoun ke sath bhi soti hain jin ki shakil bhi woh aam tor pe dekhna pasand na karain. Kya tum bhi chahati ho ke pesoun ke liye tumhe bhi 2 take ki randiyoun ki tarha jaga jaga jana pare?"

Kiran:"Nahi" Uski khoubsurat aankoun se yeah sun kar aanso ek dariya ki tarha behne lage the. Aaj tak usne apne aap ko fareb ki duniya main rakha huwa tha. Manoj ke kamare main joh bhi hota tha usse kamre se nikalte sath hi woh bhola deti thi. Aandhere ki duniya main rehne waloun ko jab sachayi nazar aati hai toh uski roshni unki aankhain seh nahi pati. Kuch yeah hi haal Kiran ka bhi ho raha tha. Kitne hi ladke uski khobsurti ke deewane the par aaj usse youn lag raha tha ke woh sheshe ke samne khadi hai aur sheshe main usse duniya ki sab se badsurat ladki ka chera nazar aa raha hai. Badi muskil se rote huwe usne poucha

Kiran:"Meri galti kya hai? Aaj tak aap ne joh kaha wohi toh karti aayi hoon?" Yeah sun kar toh Manoj gusse se pagal ho gaya.

Manoj:"Saali Randi main tujhe kehta hoon ke dosre ladkoun ke sath gulchare uda?"

Kiran:"Aap galat samjh rahe hain. Main toh apne college ke dosto.." TAPAK thapad ki gunj se kamra gonj utha aur Kiran ka sar ghomne laga. Dard se laga raha tha kisi ne uska moun hi tod diya ho.

Manoj:"Saali randi jhoot bolti hai mujhse? Kitni garmi hai saali tujhe joh mere baad bhi dosroun se chudwane jati hai? Idhar aa aaj teri garmi toh bujhata hoon main." Yeah keh kar usne Kiran ko uske sar ke baloun se pakad ke bistar ki tarf phenk diya. Woh bechari zor se bistar pe giri aur uska sar palang se takraya. Pehle hi aankoun ke aage tare nazar aa rahe the aur ab sar aur bhi dard se phatne laga. Manoj ne peche se aa kar uski shalwaar khench ke utar di aur use zor se ghodi bana diya. Kiran ko samjh hi nahi aa rahi thi ke kya horaha hai ke achank uske moun se cheek nikalne lagi. "AHHHHHHHHHH nahi AHHHHH CHODO MUJHE" Manoj ne bagir kuch lagaye hi apna lund zor se uski chot main ghusa diya tha. Bilkul khusk aur zehni tor pe tiyaar na hone ki waja se Kiran ko buaht hi zyada dard hone lagi. Dard itna teez tha ke usse aese lag raha tha ke kisi ne ek dum se usse churri maar di ho. Manoj ko ek ajeeb se bemari thi ke jab tak usse aesa na lagta ke woh zabardasti kar raha hai uska theak se khada nahi hota tha. Ishi liye woh hamesha Kiran ke sath zabardasti karne ka drama kar ke usse chodta tha. Par aaj jab such main woh uska rape kar raha tha toh uska lund lohe ki tarha sakhat ho gaya tha. Kiran ki siskiyaan sun kar usse aur bhi maaza aane laga tha. Woh zor zor se jhatke marne laga aur sath hi sath khench khench ke thapad uski bund pe bhi marne laga.

Manoj:"Kyun saali kutiya maaza aa raha hai na tujhe? Aese hi chudwati hai na toh bahir ja ke? BOL bol bhadwi?" Woh gandi gandi galiyaan nikalte huwe Kiran ko chodta raha. Shor se kahin uski bemaar maa jaag na jaye is liye Kiran ne apne moun main bistar ki chadar ghusa li thi. Aanso the ke ruk hi nahi rahe the aur uska moun laal ho gaya tha. Dard se usse lag raha tha ke woh mar hi jayegi. Manoj hewanoun ki tarha usse zor zor se aadha ghenta chodta raha aur Kiran ka woh haal ho gaya tha ke dard se bas behosh hone hi wali thi. Aakhir zor se jhatke marte huwe woh Kiran ke bech hi jhad gaya. Manoj ka lund jab naram parha toh nikaal ke bistar pe hi woh leet gaya aur hanpne laga. Kiran ushi halat main wahaan pari thi. Ro ro ke ab toh aanso bhi sokh gaye the. Aankahin sojh ke lala ho gayi thi aur jisam dard se tot raha tha. Thodi deer baad badi muskil se uth kar usne apni shalwaar pehni aur badi muskil se chalte huwe kamre ke darwaze ki taraf chalne lagi.

Manoj:"Ruk jao. Aese bhala kese jane donga tujhe? Kiran meri ek baat apne pale band le. Yeah joh college ke lounde hain na inki dosti college main hi kahatam kar ke aaya kar. Agar maine tujhe kabhi kisi bhi haramzade ke sath aainda dekh liya toh zinda nahin chorunga. Toh bas meri kutiya hai aur mere sath hi wafadaar rehna parega. Samjh gayi na?" Woh bechari bas halka sa sar hi hila payi.

Manoj:"Chal ab yeah pakad." Yeah keh kar Manoj na notoun ki ek gadi takiye ke neche se nikaal kar uski taraf barha di. Kuch lamhe woh apni jaga par but ban gayi. Woh un notoun ko dekh rahi thi jin ki waja se aaj uski yeah halat ho gayi thi. Kya yeah hi meri sachayi hai ab? Ek darinde ki rakheal? 2 aanso uski aankoun se phir nikal gaye aur usne kanpte hatoun se notoun ki gadi ko pakad liya aur kamre se bahir nikal gayi. Koyi pehli baar apni izzat lutwa kar toh woh Manoj ke kamre se bahir nahi aa rahi thi par aaj pehli baar apni izzat ke sath sath woh khud bhi apni nazroun main gir gayi thi. Seediyaan neche utarte saame ek ek seedi pe kadam rakhte huwe usse aesa mehsoos ho raha tha jaise woh hazaar bar mar rahi ho.

Saamey ke sath sab kuch badal jata hai bas farak yeah hota hai kuch chezain raat gaye hi badal jati hain toh kuch dhere dhere. Jaise waqt ek jaga ruk nahi jata waise zindagi ki garhi bhi aage ko chalti rehti hai. Sneha bhi dhere dhere badal rahi thi. Chahe kabhi mini skirt na pehne par ab kam se kam aese toh the ke shehir ki ladki toh dekhne hi lagi thi. Make up bhi bhale hi dosri ladkiyoun ke muqable main kum tha par halka phulka karna toh shuru kar hi diya tha. College ke ladkoun ne bhi us main zyada interest lena shuru kar diya tha par yeah baat alag thi ke abhi bhi woh kisi ko zyada ghaas nahi dalti thi. Par kuch had tak badla toh yeah bhi tha. Ab Kiran ki tarha Ali bhi uska dost ban chuka tha. Woh ladka hai, ameer khandaan se hai aesi batoun ke bare main usne souchna chor diya tha. Abhi kal hi ki toh baat lagti thi ke kese woh akeli uske sath ice cream khate bhi sharma rahi thi aur ab toh college ke baad woh hi usse apni gaadii pe ghar chorne lag gaya tha. Unki us mulaqaat ko ab koyi 2 mahine ho chuke the. Is doraan Sneha ki zindagi main choti moti buhat si chezain badal gayi thi. Jaise ke usne call center par part time job shuru kar di thi. Shehar main rehte huwe pesoun ki zarorat toh parti hi hai aur woh apne pita par bojh nahi banna chahati thi. Rahi baat Mumta aunty ki toh uska bas naam hi Mamta tha warna mamta naam ki us main toh koyi cheaz thi hi nahi. Usko Bansi ke sath apna moun kala karwane se thodi fursat milti toh dosroun ke bare main souchti na?

Meriaiza
Meriaiza
13 Followers